Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

CMD कमांड से किसी भी वेबसाइट को कैसे खोले (How To Open a Website With Command Promt)



CMD कमांड से किसि भी वेबसाइट को कैसे खोले 


Hello dosto. Aaj hum aapke liye lekar aaye hai ek khas artical to iss artical aap sabhi log bade dhayan se padhe aur pura padhe taaki aapke samgh me bhi pura aaye taki aap log is trick ko karna sikh jaye to cahliye jante hai yah trick ke baare me.
 Command prompt (CMD) yani ki microsoft DOS aur bahut saare log isse DOS ke naam se bhi jante hai aur isme  kai saari commands aise hoti hai jise bahut kam log jante hai. lekin ye commands bahut important hoti hai.kyoki CMD ke through kisi bhi website ya webpage ki directly open kar sakte hai. to chliye is artical me jante hai ki How to open a website with CMD. 


how to open a website with Command Promt(CMD)
  • Sabse pahle aap apne computer me command prompt ko open kare agar aap ko nahi pata to ki cmd ko kaise open karte hai to aap apne keyboard se window+R press kare.



cmd





  • Run dialog box open hone par is box me CMD type kare aur Enter press kare.




    • CMD window me Start www.google.com type kare aur enter press kare.
    • aap start ke baad jis bhi website ka naam type karege wahi site aapke browse me open hojayegi.
    to dosto is tips se aap direct kisi bhi website ko open kar sakte hai bina kisi problem ke aur agar aapko CMD ke through website open karne me koi problem hai aap comments kar sakte hai. aur hamare latest artical apne email me pane ke liye hamari site subscribe kare aur ia artical ko jayada se jayada share kare.

                                                                                                    







    Step 4.