Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

Internet Trick लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Internet Trick लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Mp3 Songs Download Karne Ki Top 10 Website



Hello Friends.....aaj me apko is artical ke through ye batane wala hu ki internet se free me best quality ke mp3 songs kyon si website aur kaise kare. waise to internet par bahut saari website hai. Jinke trough aap songs download kar sakte hai. Par in site par achi quality ke songs nahi mil pate hai. Lekin mai apko top 10 website ke baare me batane wala hu jaha se aap mp3 songs download kar sakte hai.



Mp3 Songs Download Karne Ki Top 10 Website

Aaj me Digitallernpoint par top 10 aisi website ke baare me batane wala hu jaha se aap free me mp3 songs download kar sakte hai aur in website par apko best quality ke songs download kar sakte hai.

Let's start

1. Beemp3.Com

Beemp3.Com sabse achi website hai. Mp3 songs download karne ke liye. Is website ke through aap koi bhi songs ka naam likh kar download kar sakte hai.

2. SongsPK.Com

SongsPk sabse best website hai. songs download karne ke liye. Is website ke through aap best songs achi se achi quality me download kar sakte hai.

3. Dj Maza.Com

Is website ki jitni bhi tarif ko jaye utni kam hai. Kyoki is par aap har quality ke songs download kar sakte hai. CD format, Itunes etc. Aur yaha par aap Latest mp3 songs, Dj songs, Indian pop, Latest movie aur bhi bahut catagory ke songs download kar sakte hai. ye website weekly update hoti rahti hai. Is liye me aapko suggest karuga ki aap is website ko jarur use kare.

4. Clickmaza.Com

Clickmaza website se aap free me mp3 aur video songs download kar sakte hai. Is website par bollywood songs, album songs, english songs, remix aur bhi bahut se type ke songs download kar sakte hai. Ye website daliy update ki jati hai. Isliye is website se songs download karna sabse best hai.

5. Top Gaana.Com

Is website se aap easily songs ko download kar sakte hai. kyoki ye website mobile friendly hai is website latest songs milte hai aur is website se aap video bhi download kar sakte hai.

6. Mirchi King.Com

Is website se aap easily songs ko apne mobile phone se download kar sakte hai. aur video bhi download kar sakte hai.

7. Maango.Info

Ye website bhi kaafi famous ho chuki hai is par aap har langauge me songs download kar sakte hai. jaise hindi, tamil, malyalam, telugu, etc. yaha se aap latest movies songs free me download kar sakte hai.

8. Newmp3maza.Com

Ye website mobile user ke liye sabse best hai. Is website se aap tarah tarah ke songs download kar sakte hai. is website me songs ke alawa  bhi bahut kuch milta hai jaise android apps, java apps, games aur pc software bhi download kar sakte hai.

9. Pagalworld.Com

Pgalworld ek aisi website hai jis par se aap har tarah ke songs aur video dono quality me download kar sakte hai. aur is liye ye website sabse jayada use hoti hai. 

10. Mr Jatt.Com

Is website ke through aap best songs mp3 aur HD dono me bilkul free download kar sakte hai. aur ye website roj update hoti rahti hai. isliye is website se songs downlod karne best rahega.

So hamne aapko yaha par 10 website ke baare me bataya hai jinse aap free me mp3 songs ko badi asaani se download kar sakte hai. aur agar songs download karne me koi problem aaye to aap comment karke puch sakte hai. 

aapko ye article kaisa laga comment karke jarur bataye aur is post ko apne frds ke sath share jarur kar.

Internet क्या है? Advantages of Internet in Hindi


Hello friends. Is artical me bataye ge ki internet kya hai. what is internet. Ab aap such rahe hoge ki internet ke baare me to hume pata hai. Lekin hum aapko internet ke baare me advance jankari dene wale hai. Aur is artical me hum aapko internet ke baare me jayada se jayada jankari dene wale hai to aap is artical ko pura padhe. To chaliye start karte hai internet kya hai.

Internet क्या है? और Internet के क्या फायदे हैं
Internet aaj ke time me duniya ka sabse bada aur lokpriya network hai. World ke sabhi network internet se jude huye hai isliye internet network ka bhi network hai. Internet ka aavishkar united ke security department ne 1960 ke aas pass Apranet naam se start kiya. LAN,MAN,WAN ke sath jude computers ko jab kisi bhi madhyam se connect kiya jata hai to aur information ka aadan pradan kiya jata hai to is process ko internet work karna ya saffring karna kahte hai.

Advantage of internet

Internet ka use aaj ke time me kafi badh raha hai. Koi bhi information ho kahi bhi kisi bhi time internet se mil jaati hai. Kyoki internet ka use karte time hum ek aise network se jude rahte hai jo 24 times kaam karta rahta hai. Aur aap jo bhi website open karte hai woh 24 ghante kaam karti rahti hai.

  • Internet ke through hum photo video text kabhi bhi world ke kisi bhi kone me kuch hi seconds me bhej sakte hai.
  • Internet ke through hum apne email read aur send kar sakte hai.
  • Internet ke through hum duniya ke kisi bhi kone se apne dosto ke sath sams live calling aur chatting kar sakte hai.
  • Internet ke through hum job ke liye apply kar sakte hai aur apna resume submit kar sakte hai.
  • Internet ke through hum online business bhi kar sakte hai.
Internet se hone wale benefits ko hum aise nhi bata sakte kyoki internet se har ek kaam ko kiya ja sakta hai. Isliye internet ke benefits ko pura karna imposible hai. To aapko is artical me hamne bataya ki internet kya hai aur iske kya phayde hai aur iska use kaha kaha kiya ja sakta hai to aap hume comments ke through jarur bataye aur is artical ko like karr share kare.

Free Software Download Karne Ki Top 10 Website

Wase ti internet par bahut saari website jaha se aap free software download kar sakte hai. Lekin aaj mai apko batau ga top 10 website ke baare me jaha se aap free software download kar sakte hai.


Free Software Download Karne Ki Top 10 Website

1.Filehippo.Com

Is website ke through aap sabhi tarah ke software/Freeware ko free me download kar sakte hai. Is website ki khas baat ye hai ki yaha par kisi software ko direct download kar sakte hai.

2. Filehorse.Com

Ye website same to same Filehippo jaisi hi hai. Lekin is website ki Download links Resumable nahi hai. Means agar aap file download par dauble click karte hi file downlod ho jayegi. Agar download karte time network problem ya koi aur problem hai to file ko push karke dubara download kar sakte hai.

3.Majorgeeks.Com

Major geeks.Com se aap 1000 se bhi jayada free software download kar sakte hai. Is website me bahut jaldi software update hote rhte hai. Isliye is website se software download karna sabse best hai.


4. ZDNet.Com

ZDNet Ko software ki library bhi kahte hai. Is Website me mobile aur computer ke liye free software download kar sakte hai.

5. Softpedia.Com

Is website ke through aap bahut saari jankari bhi le sakte hai. Iske sath sath free software bhi download kar sakte hai. Is website me Technology, Science, Health aur entertainment se related news bhi read kar sakte hai.

6. Freewarefiles.Com

Freewarefile.com ek bahut achi website hai. Is site me open source programs available hai. Is website me lako se bhi jayada software hai. jinhe aap free me download kar sakte hai

7. Filecluster.Com

Filecluster.Com ek new website hai. jaha se aap free soetware download kar sakte hai. Is website me freeware aur shareware programs dono hi hai. aur worldpress thems, aur software companies ke latest apps bhi update hote rahte hai.


8. Freedownloadcenter.Com

Freedownloadcenter.Com website ko 2001 me publish kiya gaya tha. Is website ko school website ki tarah design kiya gaya hai. Is website me bahut saare free software hai. Jinhe aap free download kar sakte hai.

9. Soft32.Com

Soft2.Com Windows, mobile, mac ke software publish karti hai. Yaha se aap free software download kar sakte hai. Ye website Freeware aur shareware dono hi software provide karti hai. jise aap download kar sakte hai.

10. Brothersoft.Com

Is website ke through aap bahut saare apps computer software download kar sakte hai. Is website me bahut saari category mr apps diye gaye hai. jaha se aap download kar sakte hai.

Step 4.

category