Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

What is Ms- Word? Puri Jankari Hindi Me


Ms- Office Kya hai

Yah ek official software hai. Yah bahut saare application software  ka samuh hai. jo office ki working ke sabhi jarurto ko pura karta hai.is software ko america ki company Microsoft ne develop kiya tha. Ms office ka pura naam Microsoft office hai. Ms office ke under paiye jane wale Software Word, excel, power point, outlook and Access hai. jinke baare me hum age post me janege.

ये जरुर पढ़े :


Ms- word

Microsoft word  Ms- office ka ek software hai. jisko microsoft  company ne banaya tha. yah software Pure world me sabse jayada use hone wala software hai. Microsoft word ka use Latter, Writing, Resume, Mail Merge etc. ko banane me kya jata hai. yah software time hi nhi bachata balki

yah word likh na paragraph banana, page banana, ko ek (सुनियोजित ढग से प्रस्तुत)  karna word processing kahlata hai. isliye ms word ko word proccer bhi kahte hai.


Feacture Of Ms-Word

  • Page ki Formatting karna
  • Text ki Editing Karna
  • Spelling And Grammar Check karna
  • Use of Thesaurus
  • Page ki numbering karna 
  • Column
  • Mail Merge
  • Create a table
  • Auto Text
  • Auto correct 
  • Header & Footer
  • Find & Replace
  • Style & Formatting
  • Insert Bullets

So friends apko Ms Office aur Ms word kya hai Hindi me jankari kaisi lagi. agar apka koi sawal ya koi dout hai to plz comment ke through puch sakte hai.  


Step 4.