Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

Blog kya hai? Blogging ke Bare Me Puri Jankari

         

 

EK blog basically ek "weblog" ha. ek trike ki Website jo ki daily update rahti hai. Ye ek content storage ke sath sath ek discussion platform bhi hai. Log ek blog me kisi bhi topic par discussion comment kar sakte hai. Yah basically individual ya kisi small group ke through chal aya jata hai. Ma is post me free blog kaise banaye is ke baare me  detail me batane wala hu. 


  • Blogging kya hai 

Har woh activity aur skillset jo kisi blog ko manage karne ke liye required hai woh blogging ke under aati hai. For example- post write karna, publish karna designing karna. Social marketing karna etc. Simple world me blogging ek process hai. Jis me hum blog me ek new content add karte hai. Aur unhe regular updates karte hai.

  • Blogger (Person)- blog ki process me involved Har person blogger kahlata hai.

  • Blogger (service)- ye google ke through di Jane wali ek service hai.jo ki hume post likh ne edit karne, manage aur publish karne ki facilities deta hai. Aap apne blog ko blogger ki helps se easily coustomize kar sakte hai. Aur apne man ki baat share kar sakte hai. Aur paise bhi kama sakte hai
  • Blogging: Har woh person jo blog ko regular manage kar raha hai aur blog ko apna cariror bana chuka hai usee hi blogging karna ya blogging kahte hai.


to aap hamaye video se bhi samgh sakte hai to aap hamare video ko jarur dhekhe aur artical pasand aaye to share kare.

Step 4.