Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

Search Engine Optimization(SEO) Full Guide in Hindi


Search EngineOptimization (SEO) in Hindi 

What is Seo. Kya hai Seo in hindi me janiye is artical me jane ge ki Search Engine Optimization kya hai. Yah Artical hum is liye likh rahe kyo ki Seo ke baare me har blogger me pata hona chahiye. Seo ko jane bana aap apne blog par acha traffic nahi pa sakte . To chaliye jante hai Search engine optimization kya hai.

Search Engine Optimization
(SEO) Kya hai.
Seo ka matlab hai Search Engine Optimization. Yani ki kisi bhi site ko Search Engine se jayada Traffic pane ke liye Optimize karna. Simple word me kahe to Search Engine se free, Organic, and natural Traffic pane ke liye apni site ke contant ko Optimize karne ke tarike to SEO kahte hai.
Yahoo, Google,Bing par logo ke content show hote hai aur search engine ussi ki post ko 1 rank par show karta hai jiski post Seo friendly ho. Matlab ki jiski post search engine optimization kar ke likhi gayi ho.

Website Ko SEO Ki Jarurat Kyo Hoti Hai
Agar aap internet par koi bhi website bana rahe ho ya koi bussiness kar rahe to aapko visitor customer ki jarurat hoti hai. Aur aaj ke worlds me Google, Bing, Yahoo ye sabhi doctor ban gaye hai. Kyo ki inke bina online business ko success  karna namumkin hai. For example-aap ek website owner hai aur aap affiliate products sell karke ya google advertisement  ka use karke earning karte hai to aapko Organic Traffic ki jarurat hoti hai . Now Search Engine se Traffic pane ke liye aapko SEO ko follow karna padega. Yani ki hamari site ke liye search engine optimization most important hai.

SEO Two Types Ke Hote Hai.
Search Engine Optimization two type ke hote hai.One page seo aur off page seo.

  • One Page Seo: Iske unde me Website speed,Title,Meta tags, description, Images, Link, External link, Url stacture, Post design Length and sitemap aate hai.
  • Off Page Seo: Off page seo me search engine submission,keywords use, Bookmarking your website, Use google plugin, Use twitter and other Social media sites, ye saare process off page search engines optimization me aate hai. Finally Facts Backlink hai. Aapki website me jitni jayada Backlink hoge utni jayada aapki website search engine me rahegi. Finally aap search engine Optimization Seo ke baare me jaan gaye hoge. 

Seo ki aur jayada jaankari ke liye aap hamar video ko bhi dekh kar samgh sakte hai ki Seacrh Engine Optimization kya hai. aur agar aapko ye jaankari achi lage to isee share jarur kare



Step 4.