Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

Internet क्या है? Advantages of Internet in Hindi


Hello friends. Is artical me bataye ge ki internet kya hai. what is internet. Ab aap such rahe hoge ki internet ke baare me to hume pata hai. Lekin hum aapko internet ke baare me advance jankari dene wale hai. Aur is artical me hum aapko internet ke baare me jayada se jayada jankari dene wale hai to aap is artical ko pura padhe. To chaliye start karte hai internet kya hai.

Internet क्या है? और Internet के क्या फायदे हैं
Internet aaj ke time me duniya ka sabse bada aur lokpriya network hai. World ke sabhi network internet se jude huye hai isliye internet network ka bhi network hai. Internet ka aavishkar united ke security department ne 1960 ke aas pass Apranet naam se start kiya. LAN,MAN,WAN ke sath jude computers ko jab kisi bhi madhyam se connect kiya jata hai to aur information ka aadan pradan kiya jata hai to is process ko internet work karna ya saffring karna kahte hai.

Advantage of internet

Internet ka use aaj ke time me kafi badh raha hai. Koi bhi information ho kahi bhi kisi bhi time internet se mil jaati hai. Kyoki internet ka use karte time hum ek aise network se jude rahte hai jo 24 times kaam karta rahta hai. Aur aap jo bhi website open karte hai woh 24 ghante kaam karti rahti hai.

  • Internet ke through hum photo video text kabhi bhi world ke kisi bhi kone me kuch hi seconds me bhej sakte hai.
  • Internet ke through hum apne email read aur send kar sakte hai.
  • Internet ke through hum duniya ke kisi bhi kone se apne dosto ke sath sams live calling aur chatting kar sakte hai.
  • Internet ke through hum job ke liye apply kar sakte hai aur apna resume submit kar sakte hai.
  • Internet ke through hum online business bhi kar sakte hai.
Internet se hone wale benefits ko hum aise nhi bata sakte kyoki internet se har ek kaam ko kiya ja sakta hai. Isliye internet ke benefits ko pura karna imposible hai. To aapko is artical me hamne bataya ki internet kya hai aur iske kya phayde hai aur iska use kaha kaha kiya ja sakta hai to aap hume comments ke through jarur bataye aur is artical ko like karr share kare.
Step 4.