What is Programming langauge? Puri jankari Hindi Me
programing language ko computer langauge bhi kahte hai. Jiske through program,software, website etc. Develop kiye jate hai. Jase facbook koi bhi website ye sare programming language jase ki c,c++,C#,php,asp.net etc,aur ise use karke hum kuch bhi bana sakte hai. jaise game,software, apps etc. Create kar sakte hai
jiske baare me ma puri jankari dene wala hu.kyo ki agar aap programming me apna careers banana chahte ha to apko C /C++ Progranmming langauge ke baare me basic aur advance knowlage Batau ga Kyo ki Agar Aap P.L sikhna chahte hai to aap ko C- programing language sikhna bahut jaruri hai. Is Post Me hum jaan chuke hai ki programming langauge kya hai aur iska use kaha kaha hota hai. To hum aapko Next Post Me programming se Judi jaankari dege yeh artical aapko kaise laga comment ke though jarur bataye.
0 23comments:
एक टिप्पणी भेजें