Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

Super Computer Kya Hai Aur Iska Use Hum Kyo Karte Hai


Hello friend. Aaj hum aapko is artical me bataye ge ki super computer kya hai aur iska use kaise aur kyo karte hai. To chaliye jante hai super computer ke baare me.

Super Computer Kya Hai

Woh Computer Jinki memory (storage), 52 Mega Bytes se bhi jayada ho, aur jinke work karne  ki (Capacity) 500 Mega Flops(Floating Point Operations Per Second- Flops) Ho, unko super computer  kahte hi. Super computer me (Parallel Processing) Technology ka use kiya jata hai, Super computer world ka prayog sabse pahle 1920 me New york  World news paper  ne IBM  Dawar create Tabulators ke liye kiya tha, 1960 me First super computers ko control data corpration S.R. America ke semur kre ne design kiya tha,

1970 ke bade bahut saare super computer vector processing par depend the, but 1980 aur 1980 ke bade vector processing ki jagah  Parallel processing ne le liya, Parallel processing me bahut saare  Microprossor ka use ek dusre se connect kiya jata hai,

Iska Use Kaha Kiya Jta Hai
Iska use Vigyan Bhavan me Data Process Karne ke liye use kiya jata hai.
Agar aapko yah artical acha laga ho to comments ke through jarur bataye.


Step 4.