Lern Computer Programming Internet and Technology Tips and Tricks in Hindi Langauge

Blog Post Me Animations Heading Kaise Add Kare

Blog Post Me Animations Heading Kaise Add Kare


blog

Popular websites me aapne animation heading, Images, and content dekhe hoge. jiski wajah se un website se visitors attract hote hai aur us websites par bar bar jante rahte hai. isliye aaj is artical ke through aapko bataye ge ki aap apne blog post me animation heading kaise lagaye.



[edsanimate_start entry_animation_type= “fadeIn” entry_delay= “0” entry_duration= “0.5” entry_timing= “linear” exit_animation_type= “” exit_delay= “” exit_duration= “” exit_timing= “” animation_repeat= “infinite” keep= “yes” animate_on= “load” scroll_offset= “” custom_css_class= “”]

Animations Heading Post Me Kaise Add Kare-

Post me animated heading add karna bahut hi easy hai. Sabse pahle worldpress ke Dascboaed me jakar Animated it plugin install and activete kare.

Steps
  • Sabse pahle jis post me aap animated heading, images add karna chahte hai use open kare. aur new post me bhi add kar sakte hai.
  • Ab aapko Visual editor me ek icon dhikhega.
  • Ab jo icon dhikh raha hai us par click kare.
  • Ab aapke samne ek popup window open hoga.
  • Upar Diye gaye code ko yaha past kar de.
  • Animation reapite set kar sakte hai.
  • Animtion on ke four option hai.
  • Ab insert par click kare.
  • Insert par click karne Ke  baad post me is tarah ke text dikhte hai.
  • post me apni  heading add karne ke liye ” please add your content in this area” ko replace kar apni heading likhe.
  • Agar aap post me  image animation add karna chahate AI to ”please add your content in this area” ko replace karke image add kar sakte hai.

Is article ki helps se aap apne  blog/website me is plugin ka use karke, animation heading,image and content bilkul easy steps ko follow karke  add kar sakte hai. Agar aapko post me animation heading add karne me ko problem aaye to aap to  aap comment karke puch sakte hai. Aur agar aapko ye artical accha lage to is artical ko share jarur kare.
Step 4.