Hello everyone. C++ ke artical ko aage badhate hui hum baat kare ge ki Object Oriented Programming language Kya hai aur iska use hum kaha tak kar sakte hai
OOP'S With C++
Object Oriented Programming langauge ka concept ko samjhe bina hum C++ ki capability ka pura phayda Nani le sakte hai. Class C++ Kay sabse important concept hai. Object oriented programming ka concept samjhe bina hum koi bhi serious program Nahi bana sakte hai. Isliye Class ko samjhna C++ ko samjh ne ke liye most important hai.
Object oriented technology Ka main rule hai ki programmer apne program ko ussi tarah se design kar sake jis Tarah Real World Me kisi work ya problem ko design kiya jata hai. Sabse pahle hum baat karte hai ki object oriented design kya hota hai. Aur kis tarah se kisi bhi problem ko object oriented form Me design karke computer par Us problem ka solution kaise prapt karte hai.
Object Oriented Programming language ka Main concepts Object aur Class hai To chaliye jante hai ki Object aur Class Kya hai C++ ke under.
Class
OOP'S Ka Model is baat par adharit hai ki World ki har wah chiz jise hum Physically Dhek sakte hai ya logically mahsus kar sakte hai woh Real World Object hai. Aur har ek object chote chote Objects se mil kar bana hota hai. Iske sath hi har object Class ka ek(Instance) example hai.
For example Computer ek object hai lekin Yeah khud hi kai object jaise motherboard, processor, Hard disk, RAM, ROM, keyboard, Mouse etc. se mil kar bana hota hai.
Hum real world me bhi yahi dhekte hai ki kai object ke fracture same hote hai jaise sabhi Computers me Motherboard, ROM, RAM, Processor same hote hai. Isliye computer kisi Computer Class Object hota hai.
Class ek aisa Model, design ya description hota hai jiske through bahut saare object create kiye jate hai. Simple World Me kahe To Class ek aisa model design ya discriptions hai jiske through same characterstic Wale bahut sare object create kiye ja sakte hai yahi simple worlds Me kahe To Class ek aisa model design hota hai jo kisi particular object ki characteristics ya feature ko Represent karta hai.
Jab hum kisi object oriented programming language Me program likte hai to programming ke Time object ko define nahi karte hai jabki uska ek model bana lete hai jise Class kahte hai. Aur us model ke aahar par object create kar lete hai.

Object
Ek Class same fecture Wale objects ke ek samuh (entity set with similar feature)ka logical ya abstract representation hota hai. Jabki us Class ka koi instance example us Class ka actual representation ya physical representation hota hai jise Object kahte hai.
To aap samjh gaye hoge ki object oriented programming language kya hai aur isme class aur object kya hai. Agar aapko is artical se related koi sawal hai To aap comment ke though jarur bataye hume aapke comment ka intzar rahega.

0 23comments:
एक टिप्पणी भेजें